1.
Ek nazar hamari ek nazar tumhari,
nazar ne Dil ki nazar utari,
Nazar ne dekha nazar ko aise ki,
kabhi nazar na lage Mahobbat ko hamari
2.
Asar hai ye unki adaao ka,
jab wo itne pyaare lagte hai,
Jab wo kahte hai vadda hai mera,
juthe waade bi sachee lagte hai
3.
Ess Duniya se tumse pahle main chala jaaonga,
aasmaan par jakar ek aashiyana banaunga,
Jahan Chand aur Taare tumara kahna manega,
wahan main tumahare pyaar ka jahan sajaunga
4.
Mera Dil jisne toda wo ek haseena thi,
ab zindegi bhar mujko aansuu peena hai,
Saath agar wo deti to main jee leta,
uske bin jeena bi koi jeena hai
5.
Bahar aanee pe khilte Gulab dekhe hai,
haseen Dil churate, behisab dekhe hai.
Jahan Gulab ke sang lipte Karr dekhe hai,
wahin Mohabbaton me bhi kaanton ko khilte dekhe hai