Matt kar mere dost hasino se
Unki Mohabbat ke abhi nishaan baki hai, Naam lab par hai aur jaan baki hai . Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai, Tasalli hai ki shakal ki pehchaan baki hai …
Matt kar mere dost hasino se mohabbat vo aankho se waar karti hain maine inhi aankho se dekha hai ki vo kitno se pyaar karti hain
Geele kagaz ki tarah hai zindagi apni, Koi jalata bhi nahi koi bahata bhi nahi, Is kadar akele hai dilki raho mei, Koi satata bhi nahi , Koi manata bhi nahi
Dil Ko Manana aggar Hota Aaasaaan Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan….
Aaj phir aaina poochta hai, Ke teri aankhon mein nami kyon hai Jiski chahat mein khud ko bhula diya, Uski chahat mein kami kyon hai
82 times read
|
Did you enjoy this article?
|
Comments (0 posted)
|
|