jaane kya dekh kar main tera deewana hua jaata hoon
jalti hui shamma ka parwana hua jaata hoon
kabhi to ish taraf bhi dekh e jaalim katil
teri ek muskrahat se main jindagi ko yaadgar banana chahta hoon
Jindagi se toh hazzar gile they,
lakin timse milne ke baad
hame jindagi ka saar samajh mein aaya
warna humto jiye jaa rahe they
akela khamosh jindagi
jindagi ke woh sunehre pal
jo humne tumhare sath beetai,
aur baaki unhe yaad karke
jiye jaa rahe hai hum
ab toh jindagi se naa koi ’sikwa’
na koi ‘gila’ na koi ranjo gam
bas tumhe soch kar tumhari tasveer
banai jaa rahe hai hum..
Bewafai ki kya dava hai yaroo!
Kush kismati uski jiski
Mayyath nikli mehboob ki gali se….
Bathkismathi uski jiski
Mehboob ki baraath nikli uski gali se….
Barbaad Kar Ke Mujh Ko – Wo Jis Dhang Se Muskuraye,
Unki Woh Ada Bhi Mujhe Ghayal Bana Gayee.
Koi Tohmat Nahin Un Par, Balki Ye Sehra Bhi Unke Sar Hai,
Ke Be-wafai Unki, Muzhe Shayar Bana Gayee.