Search the Site   Advanced Search »
Sections

email Email to a friend | print Print version | comment Comments (0 posted)

Dard Bhari Shayari

By MastMalang.com on November 29,2006

image

teri mohabbat main vo aalam bhi dekha hai
jab meri her sains per tera naam likha hota tha,
na jane kahain tu kho gayi iss jahain ki bheed main,
pahle to mera jahain tujhe main khoya karta tha



Na khairiyat koi na paigaam aya hai,
jo chaha nahi wahi anjam aya hai,
kya dost ne bhula di dosti meri?
aaj na dua koi na salaam aya hai.....



Tum na milti to main kyon geet gata
apna dukh dard kisko kah sunata
janta kaise ki jag main pyar bhi hai
sahilon ke par majhdhar bhi hai.

Saab na kaha ishq main bohat dard hai
hamna kaha ya dard hamain kabul hain
saab na kaha nahi jee paoge is dard main
hamna kaha dard ka sath hamain mut bhi kabul hain

raate gumnaam hoti hai,
Din kisi ke naam hota hai,
Hum zindagi kuch is tarah jeete hai
ki har lamha tumhare naam hota hai.

Matlabi hein yeh duniya yahan kaun kiska hota hai,
Dhokha bhi wahi deta hain jis pe bharosa hota hai.

Unhe to fursat nhi hamse milne ki,,,,
hamaara waqt guzarta hai unki faryaad karke
agar aaye wo meri maut pe,to kahna abhi,,,,
soya hai tumhe yaad karke.....................

Jisse Pyaar Kiya Usise Paraye Ho Gaye,,,,,,,,,,,,,,
Phir Pal Bhar Mein Hum Jaam Ko Pyaare Ho Gaye,
Dard Itna Mila Ke Aankhein Lahu Se Bhar Aayi,
Aap Ke Koi frk na pada Aur Hum Gam Ke Shayar Ho Gaye..

939 times read

Did you enjoy this article?

1 2 3 4 5 Rating: 3.31Rating: 3.31Rating: 3.31Rating: 3.31 (total 35 votes)
comment Comments (0 posted)


Are you looking for entrepreneurs in Australia and New Zealand? Find them at ZaaBiz. Join now for free.

100% of people Cheat - Find Out At Ashley Madison

Ipsos Survey Panel

Free astrology reading

Participez à des batailles navales sanglantes et gagnez 10000 € sur Bigpoint.fr

Get a free night at the movies

Do you know a Mother-to-be or Father-to-be that would want a lot of FREE stuff for their coming baby?