|
Hum yaad tumhein aaj bhi karte haiN
May 27,2008 00:00
by
arie
Hum yaad tumhein aaj bhi karte haiN subah-o-shaam Kya-kya khayaal jee se guzarte hain subah-o-shaam Sadiyaa guzar gayii hain tumhein bewafaa hue Reh-reh ke ,chaunk-chaunk ke main neend se jaagu Jab-jab teri yaadon ki ghata dil pe chhaayi hai Pal-pal main dekhta huun uTh ke raahguzar ko Mat poochiye kya aalam-e-khwaab- o-ummiid hai Ik baar chhuaa tha tere phuulon se badan ko |