|
Kitni jaldi zindagi guzar jaati hai
Jun 05,2008 00:00
by
arie
1. Kitni jaldi zindagi guzar jaati hai… Pyaas buztee nahin barsaat chali jaati hai… Aap ki yaadein kuchh iss tarah aati hai… Neend aati nahin aur raat guzar jaati hai..!!! 2. Kya bicharh jana os k liye koi mani nahi rakhta. Jafaon ka hisab Nedo zubani nahi rakhta, Rota nahi ya osay rona nahi ata, Sangdil hae ya ankhon main pani nahi rakhta 3. Har dhadkan mein ek raaz hota hai, Har baat ko batane ka ek andaz hota hai, Jab tak thokar na lage bewafai ki, Har kisi ko apne pyar par naaz hota hai 4. DUNIYA ME JEENE KI CHAHAT NA HOTI AGAR KHUDA NE MOHABBAT BANAYI NA HOTI LOG MARNE KI AARZOO NA KARTE AGAR MOHABBAT ME BEWFAI NA HOTI 5. kaash wo nagme humein sunaye na hote, aaj unko sunkar ye aansu na aaye hote, agar is tarah bhul jaana hi tha, to itni gehrai se dil mein samaaye na hote.. |