jo kismat mein na likha ho
Jan 27,2009 00:00 by arie

Khiyaalon Ki Duniya


khiyaalon ki duniya ko bhool jao
agar sulgata hai dil tou uss par dhool pao
kambakhat pyar ko na uksao
jo kismat mein na likha ho
uske peeshe baar baar ne jao

Iss raah mein bahut saathi mil jayenge
Waqt ke saath shayd who bhi choot jayenge
Bass karma ik khayal
Kissi khoobsurat saathi pe Yeh dil na kurbaan kar dena
Ishq toa raah hai, Aye Musafir
Ise manzil na samajh lena.