|
Apne dil ki haalat kisi ko
Jan 27,2009 00:00
by
arie
Aankhon Ki Dehleez Par Aansoon ko aankhon ki dehleez par laya na karo Apne dil ki haalat kisi ko bataaya na karo Log muth-thi bhar namak liye ghooma karte hain Apne Zakham kisi ko dikhaaya na karo
Tanhai Ne Jab bhi tanhai ne unko sataya hoga, Tab tab unko mera khayal aaya hoga Gum ye nahi hai ki woh bhool gaye humko Gum yeh hai ki ro ro ke bhulaya hoga!!!!!
Aaj Kal Apne bhi dil se nahin bolta koi aaj kal, Pyar ko bhi thukrata hai har koi aaj kal, Kisiko bhi kisise juda hone ka gham nahin, Apno ko bhi bhula deta hai har koi aaj kal
Tanhahiya Tanhaaiya gungunane lagi Har saans tumhara naam leti rahi Har waqt tera intezaar karti hai Aur tum naa aaye mere jeevan mein phir kabhi. aur phir kya hoona tha bus sainsse wahi par tham gayi!!! |