|
Barbaad Kar Ke Mujh Ko
Apr 19,2010 00:00
by
arie
jaane kya dekh kar main tera deewana hua jaata hoon jalti hui shamma ka parwana hua jaata hoon kabhi to ish taraf bhi dekh e jaalim katil teri ek muskrahat se main jindagi ko yaadgar banana chahta hoon
Jindagi se toh hazzar gile they, lakin timse milne ke baad hame jindagi ka saar samajh mein aaya warna humto jiye jaa rahe they akela khamosh jindagi jindagi ke woh sunehre pal jo humne tumhare sath beetai, aur baaki unhe yaad karke jiye jaa rahe hai hum ab toh jindagi se naa koi ’sikwa’ na koi ‘gila’ na koi ranjo gam bas tumhe soch kar tumhari tasveer banai jaa rahe hai hum.. Bewafai ki kya dava hai yaroo! Kush kismati uski jiski Mayyath nikli mehboob ki gali se…. Bathkismathi uski jiski Mehboob ki baraath nikli uski gali se….
Barbaad Kar Ke Mujh Ko – Wo Jis Dhang Se Muskuraye, Unki Woh Ada Bhi Mujhe Ghayal Bana Gayee. Koi Tohmat Nahin Un Par, Balki Ye Sehra Bhi Unke Sar Hai, Ke Be-wafai Unki, Muzhe Shayar Bana Gayee. |